Bhagwan Shri Krishna ki har gopi ek param tapasvi sant tha. Tretayug me Bhagwan Shri Ram ki bhagti is iccha se k un sabko Bhagwan Shri Ram ki sharan milegi.Bhagti ki seema samapt nahi hui par unki aayu samapt ho gayi.Baikunth lok padharne par Sarv Kalyankari Bhagwan Shri Vishnu ne unko ye vardaan dia tha k jab Dwapar yug me vo Shri Krishan k roop me vo Avtar dhaaran karenge to vo sab apni Bhagti k aadhar par unki Gopiyo athva unki Patniyo k roop me janam lenge.Is vajah se Bhagwan Shri Krishan ki 16,108 patnia thi.Unhone jagat-kalyan k liye inti Gopiya rakhi par brother apne dil se socho kiti hi G.F's rakh lo,koi ek unme se choose karna jo tumhe dil se chahti ho.Koi fayda nai hai itni G.F's rakhne ka. Koi ek dhundo jisko dil se chhahne par tume aur kisi ka khayal e naa aaye.